
Bachpan us paed se toote patte ki tarah hai ..
Jisko vapas paed p lagaya nai ja sakta…
Jawani us khilone ki tarah hai …
Jisse ek baar khel k dubara maza liya ja nai sakta ..
Budhapa us sach ki tarah hai jo kadva hai ..
par juth banaya ja nai sakta..
or
Zindegi us chidiya ki tarah jisse asman
choone se roka ja nai sakta….